Friday, January 17, 2020

BHAROSA LYRICS - Emiway Bantai

BHAROSA - Emiway Bantai Lyrics

emiway bantai machayenge, bharosa song emiway bantai, emiway bantai, emiway bantai songs lyrics, emiway bantai rapper, bharosa song lyrics emiway bantai, emiway bharosa lyrics, emiway bharosa full song
Singer Emiway Bantai
Music Hippy Jack
Song Writer Emiway Bantai
Jo khaya hua dhokha
Chalte rehne ka kaun roka
Gaddaron se bhara hai
Duniya hamara beta
Abhi se nai bacha mera
Kisi pe bharosa

Jo khaya hua dhokha
Chalte rehne ka kaun roka
Gaddaron se bhara hai
Duniya hamara beta
Abhi se nai bacha mera
Kisi pe bharosa

Kisi pe bharosa
Na karo kisi pe bharosa
Abhi se nai bacha mera
Kisi pe bharosa

Banana mushkil izzat
Aur phir girana aasaan
Pyar se ki yeh cheezein
Yeh naate hain haan ginana aasaan
Pehnana aasaan topi kisi ko bhi
Rishte ko leke phaste jo hum jaise
Bharosa karke baithe

Lekin tujhe nahi pata
Tere andar wale hi sadte rehte
Tere se pehle kuchh bhi keh le
Duniya mein aaya hoon
Achche se reh le
Main mere sapno ko jeene ke beech mein
Koyi aave to khaave phatke, raste bhatke
Kaam kar raha hoon sabse hatke

Jo khaya hua dhokha
Chalte rehne ka kaun roka
Gaddaron se bhara hai
Duniya hamara beta
Abhi se nai bacha mera
Kisi pe bharosa

Jo khaya hua dhokha
Chalte rehne ka kaun roka
Gaddaron se bhara hai
Duniya hamara beta
Abhi se nai bacha mera
Kisi pe bharosa



Maghaj maari zyada paalne ka nai
Rehne ka apne mein
Zindagi bana do jaise
Jee rele sapne mein
Aise to cheezein hoti rehti
Beta seekh le
Ab se hoshiyar khabardaar
Jo bhi nazdeek hai
Kutta le loon main to
Wafadaar wali cheez hai
Harqatein achchi rakh woh
Aur live your live your decent
Phir se shot koyi dega to
Phir bhai tera 50 cent
Har din kaam kiya na
Mana ek bhi main weekend
Please send this topic
Mujhe aur baat nahi karna
Ghalti ka hisaab chukta
Iss duniya mein bharna
Darte kaayar hain
Chal band kar de darna
Jeena yahan shaan se
Imaandar reh ke marna

Jo khaya hua dhokha
Chalte rehne ka kaun roka
Gaddaron se bhara hai
Duniya hamara beta
Abhi se nai bacha mera
Kisi pe bharosa

Jo khaya hua dhokha
Chalte rehne ka kaun roka
Gaddaron se bhara hai
Duniya hamara beta
Abhi se nai bacha mera
Kisi pe bharosa


No comments:

Post a Comment