Kaash - Arijit Singh, Alyssa Mendonsa Lyrics
Singer | Arijit Singh, Alyssa Mendonsa |
Song Writer | Amitabh Bhattacharya |
Meherbaani hai taqdeeron ki
Jo teri meri rahein yun aa ke mili hai
Hai ye kahani un lakeeron ki
Jo tere mere hathon ki jud rahi hai
Ek rait ka sehra hoon main
Baarish ki fiza hai tu
Aadha likha ek khat hoon main
Aur khat ka pata hai tu
Tu agar kaash samajh paye
Mere liye kya hai tu
Agar Kaash samajh paye
Mere liye kya hai tu
Agar kaash samajh paye
Mere liye kya hai tu (x2)
Woo.. oo…
Na tha mujhe pata
Na thi tujhe khabar
Ke iss kadar kareeb aayenge
Bhale hi der se milenge hum magar
Likha ke yun naseeb layenge
Khush naseebi hai meri aankhon ki
Jo tera sapna raaton ko dekhti hai
khushmizaji hai meri bahon ki
Teri hararat se khud ko sekti hai
Main raat hoon aur chand ki
Surat ki tarah hai tu
Lag ke nahi jo chhootati
Aadat ki tarah hai tu
Tu agar kaash samajh paye
Mere liye kya hai tu
Agar kaash samajh paye
Mere liye kya hai tu (x2)
Woo.. oo…
Jo teri meri rahein yun aa ke mili hai
Hai ye kahani un lakeeron ki
Jo tere mere hathon ki jud rahi hai
Ek rait ka sehra hoon main
Baarish ki fiza hai tu
Aadha likha ek khat hoon main
Aur khat ka pata hai tu
Tu agar kaash samajh paye
Mere liye kya hai tu
Agar Kaash samajh paye
Mere liye kya hai tu
Agar kaash samajh paye
Mere liye kya hai tu (x2)
Woo.. oo…
Na tha mujhe pata
Na thi tujhe khabar
Ke iss kadar kareeb aayenge
Bhale hi der se milenge hum magar
Likha ke yun naseeb layenge
Khush naseebi hai meri aankhon ki
Jo tera sapna raaton ko dekhti hai
khushmizaji hai meri bahon ki
Teri hararat se khud ko sekti hai
Main raat hoon aur chand ki
Surat ki tarah hai tu
Lag ke nahi jo chhootati
Aadat ki tarah hai tu
Tu agar kaash samajh paye
Mere liye kya hai tu
Agar kaash samajh paye
Mere liye kya hai tu (x2)
Woo.. oo…
No comments:
Post a Comment